bay ka intaqal kia hota hy بیع کا انتقال کیا ہوتا ہے ۔ رقبہ بیچنا یا رقبہ خریدنے کا طریقہ کیا ہے ۔ raqba / zameen kis trah sale ya purchase krty hain
https://letsknowaboutcomputer.blogspot.com/2020/08/bay-ka-intaqal-kia-hota-hy-raqba-zameen.html
Agar ek shaks apna zarai, sakni ya commercial raqba kisi or ko sale krta hy ya kisi or sy khareed/purchase krta hy . to intaqal ki es type ko bay ka intaqal kehty hain.
zameen bachny waly ko seller ya بائع / baya kehty hain.
zameen khareedny waly ko mushtari/purchaser/مشتری kehty hain.
har intaqal ki tasdeeq ky lye 2 gawah /witness chahiye hoty hain. jin ko pattidar / پتی دار kehty hain. kyu keh wo us intaqal waly mouza/chak ma zameen ky malik hoty hain.